🧠 Business Gyaan – Bina Ghumake

📚 Business Gyaan — Explained Simply

🔸 Margin vs Markup — kya farak hai?

Example:

Buy at ₹100 → Sell at ₹200

→ ₹100 profit

→ Markup = 100%, Margin = 50%


🔸 Break-even ka matlab kya hai?

Jab aapki total kamai = total kharcha

Us din ke baad jo aata hai woh actual profit hota hai.